24 July 2012

Latest UPTET News : लखनऊ : टीईटी को पात्रता परीक्षा का दर्जा


टीईटी को पात्रता परीक्षा का दर्जा

लखनऊ : बेसिक शिक्षा परिषद के प्राथमिक स्कूलों में शिक्षकों की भर्ती के लिए बीते वर्ष आयोजित की गई अध्यापक पात्रता परीक्षा (टीईटी)-2011 को कैबिनेट ने निरस्त न करते हुए उसे पात्रता परीक्षा का दर्जा देने का फैसला किया है। कैबिनेट के फैसले के बाद शिक्षकों का चयन पुरानी व्यवस्था के अनुसार हाईस्कूल, इंटरमीडिएट और स्नातक स्तर पर पाये गए अंकों के आधार पर जिला स्तर पर तैयार की जाने वाली मेरिट के जरिये होगा। पात्रता परीक्षा का दर्जा मिलने की वजह से टीईटी-2011 उत्तीर्ण करने वाले अभ्यर्थी शिक्षकों की नियुक्ति के लिए आवेदन कर सकेंगे। शिक्षकों के चयन की पुरानी व्यवस्था बहाल करने के लिए कैबिनेट को उप्र बेसिक शिक्षा (अध्यापक) सेवा नियमावली में संशोधन करना होगा। 
साथ ही, 72,825 शिक्षकों की नियुक्ति के लिए जारी केंद्रीयकृत विज्ञप्ति को निरस्त कर संशोधित नियमावली के आधार पर नये सिरे से जिला स्तर पर विज्ञप्ति जारी करनी होगी। राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद (एनसीटीई) ने 11 फरवरी 2011 को राज्यों को जारी दिशानिर्देश में टीईटी को पात्रता परीक्षा का दर्जा दिया था। मायावती सरकार ने 13 नवंबर को आयोजित टीईटी से महज चार दिन पहले एनसीटीई की मंशा के विपरीत टीईटी की मेरिट को ही शिक्षक चयन का आधार बनाने का फैसला किया था। इस मकसद से कैबिनेट ने उप्र बेसिक शिक्षा (अध्यापक) सेवा नियमावली के नियम-14 में संशोधन किया था। विवादों व अनियमितता के घेरे में आये टीईटी-2011 के सभी पहलुओं का परीक्षण करने के लिए मुख्यमंत्री अखिलेश यादव ने मुख्य सचिव जावेद उस्मानी की अध्यक्षता में उच्च स्तरीय समिति गठित की थी। 

समिति ने मुख्यमंत्री को टीईटी- 2011 को पात्रता परीक्षा का दर्जा देने की सिफारिश की थी। बाद में कैबिनेट को भेजे गए प्रस्ताव में दो और विकल्प जोड़े गए थे। इनमें से एक विकल्प टीईटी की मेरिट के आधार पर ही शिक्षकों का चयन करने का तथा दूसरा बीते वर्ष आयोजित टीईटी को निरस्त कर नए सिरे से परीक्षा आयोजित करने का था। कैबिनेट ने दोनों विकल्पों को खारिज कर मुख्य सचिव की अध्यक्षता में गठित उच्च स्तरीय समिति की सिफारिश पर मुहर लगायी। कैबिनेट के इस विकल्प पर मुहर लगाने की वजह से सरकार को तत्काल टीईटी आयोजित नहीं करना होगा। जिन्होंने उच्च प्राथमिक स्तर के लिए आयोजित टीईटी उत्तीर्ण की है, वे शासकीय सहायता प्राप्त और निजी स्कूलों में शिक्षकों के रिक्त पदों के लिए पात्र होंगे।प्राथमिक स्कूलों में शिक्षकों की नियुक्ति के लिए आयोजित टीईटी में 2,92,913 व उच्च प्राथमिक स्तर की परीक्षा में 2,64,928 अभ्यर्थी उत्तीर्ण हुए हैं।

19 comments:

Anonymous said...

GOOD TO HEAR.

Unknown said...

Good

D.K said...

mera sabhi tet pass dosto se vinamra nivedan hai ki is bharti ko ho jane dijiye kyoki sabhi tet pass karne walo ki job jarur lagegi.garib logo ke baare me socho jo ki is job ka intezar kar rahe hai or un par jo karj hai use chukane ke baaren me din raat sochte regte hai.
Jai maa vaishno.

A.K.S. said...

Good news for us.

Anonymous said...

up sarkar kewal rajnitik dwesh k bhawna ke karan aisa faisla kar rahi hai. Chaprashi tak ki bharti jise koi likhne padhne ka kaam nahi hota uski bharti b competition merit pe h hoti hai. To kya sikshako k bharti tet merit pe nahi hona chahiye jo ish desh k bhavishya jo bachche hai unke bhagya nirmata hai. Aur kisi se to nahi pes c.m. Akhilesh jo jyada pade likhe hai yuwa hai unse ye ummeed n ti

Anonymous said...

up sarkar ko up me siksha k vikash pe dhyan dena chahiye kyoki aaj up me 99 percent primary schools aur usme padhai ki jo badtar halat hai uske jimmedar ye nakal kar academic me jyada no. Panewale hai. Ishliye up sarkar ko yadi siksha ke level ko strong karna hai to unhe tet merit pe h bharti karna chahiye khair abhi adalat ka faisla abhi baki hai matlab picture abhi baaki h mere dosto.

Anonymous said...

Pita ji nakal ke pakshdhar thay hamesha jab unki sarkar rahi unhone u p me jamkar nakal karwaya jo parampara aaj b chal rahi hai aur Beta un nakalchiyo ko naukari dekar apne pita k yojana ko pura nahi karega to kya padhanewalo ko naukari dega . Hai re up primary school agar ye pata hota to hum b sanskrit se ya gaav me nakal kar lete aur up primary school k nadi me chalang laga dete.

Unknown said...

Agar ye bharti accd merit se hoti hai to ye tet merit k saath naa insaafi hogi. Aur iska zimmedar C.M., court dono honge.

D.K said...

tum sab itne hatash kyo ho rahe ho. Dosto sabse pehle tumhari hi job lagegi kyonki koi b bina job ke nahi rahega ye mera vishwas or maa vaishno ki kripa se hoga.
Jai maa vaishno.

Unknown said...

Ye to hona hi tha .koi kitna matha phod le selection acd base hi hona hai

Unknown said...

Tet wale itna pareshan kyo hai jab tet me daba ke marks paye ho to acd me bhi paya hoge sab gile sikwe door karke court ka fisla ka swagat kare.mere 108 hai tet me phr bhi mai acd supportr.

Unknown said...

Blog editor ji aapko kya lagta hai selection start hoga ki nai .aur kis base par hoga agar hoga gnt.mere tet me 108 general scince canditate agar tet se hoga to mera kahi chance hai.alhabad ke aas pas milne ka .kyonki mai pratapgarh ka hu

Unknown said...

Mai accd merit k khilaf nahi hu lekin education system ki asamanta k kaaran accd merit sab ko samaan avasar nhi milega. Hum up board walo ka topper CBSE K Lower k equal marks pata hai. Graduation level pr private colleges me practical aur theory me source k anusaar marks milte he. B.ED. ghar baithkar paiso k dwara high percentage k sath kiya ja raha hai. Kul milakar do prakar ki shiksha prapt ki ja rahi hai ek paiso k bal pr doosri mehnat k bal pr. Ek me percentage ki gurantee hoti h to dusri me knowlege ki.

Anonymous said...

Agra university ke kai ladko ko janta hoo jo ek din bhi college nahi gaye aur graduation/b.ed mein unke umber 80 % se upar hai.kyonki unke pass paise hai isliye.

Anonymous said...

Yeh samjh nahi aata ki akhilesh ki mati mari gayi hai kya jo ulte kam karne pe utaroo hai.Jbse CM bana hai tabse ek bhi kam dhang ka nahi kiya sirf mayabati ke kiye huye kam ulat raha hai

Anonymous said...

Akhilesh jee TET ko kebal patrta parikha karne se kuch nahi hoga karna hai to saifai gaon ke ladko ko hi kebal eligble karo ya un logo ko jike bajah se tum niyam kanoon apne jeb mein tod marod ke rakhe huye ho.
Tum kya UP ke dasha sudharoge sabse pahle to apne manodasha sudharo baki sab rahne do

Anonymous said...

Dos wali hai ye satya hai kyoke ager vigyapan radd hona hota to 6 month pehle ho gaya hotao merit tet ke hi lagnei

Rizwan Hashmi said...

tet is best.

Anonymous said...

KYA KISI KE PASS UPTET 2011 OBC FEMALE ART KE KITNE LOG PASS HUA HAI AUR PASS PERCENTAGE KI JANKARI HAI

ShareThis